home share

कीर्तन मुक्तावली

जिंदगी है आज तेरी काल वही जायेगा

2-17008: रसिकदास

जिंदगी है आज तेरी, काल वही जायेगा,

स्वामी श्रीजी नही भजो तो, पाछळथी पस्तायेगा...

काया तेरी कुंभ जैसी, मिट्टी मे मिल जायेगा,

स्वामी श्रीजी नही भजो तो, पाछळथी पस्तायेगा... १

माल खजाना यही रहेगा, खाली हाथ जायेगा,

स्वामी श्रीजी नही भजो तो, पाछळथी पस्तायेगा... २

जन्म मरण का दुःख है भारी, ए तुं क्युं भूल जायेगा,

स्वामी श्रीजी नही भजो तो, पाछळथी पस्तायेगा... ३

दास रसिकना गुरु समर्थ है, शरणे तुं आ जायेगा,

स्वामी श्रीजी नही भजो तो, पाछळथी पस्तायेगा... ४

Jindgī hai āj terī kāl vahī jāyegā

2-17008: Rasikdas

Jindgī hai āj terī, kāl vahī jāyegā,

Swāmī Shrījī nahī bhajo to, pāchhaḷthī pastāyegā...

Kāyā terī kumbh jaisī, miṭṭī me mil jāyegā,

Swāmī Shrījī nahi bhajo to, pāchhaḷthī pastāyegā. 1

Māl khajānā yahī rahegā, khālī hāth jāyegā,

Swāmī Shrījī nahi bhajo to, pāchhaḷthī pastāyegā. 2

Janma maraṇ kā dukh hai bhārī, e tū kyu bhūl jāyegā,

Swāmī Shrījī nahi bhajo to, pāchhaḷthī pastāyegā. 3

Dās ‘Rasik’nā guru samarth hai, sharaṇe tu ā jāyegā,

Swāmī Shrījī nahi bhajo to, pāchhaḷthī pastāyegā. 4

Kirtan Selection

Category